सोमवार, 2 मार्च 2015

Nivesh kaha kare ?

          Paise to bahut hai nivesh Karna hai, lekin kare kaha samajh nahi aa raha hai. To aaiye mai batata hu ki nivesh kaha kare.
Nivesh ke bahut tarike hai,inko 2 bhago me bata gaya hai:

1: Debt market
Aur
2. Capital market.


1. Debt market:
Debt market me nimnlikhit nivesh ke options rahte hai:

•Bank deposits
Jaise-
a.savings account
b.recurring deposit
c.fixed deposit.

•PPF(public provident fund)

•Bonds and debentures

•Kisan vikas patra

•Post office deposits, etc


Ye sab nivesh debt market ke bhag me aate hai,
Debt market me risk bahut kam hota hai iske sath hi returns bhi simit hota hai.
Jo log kam risk lekar nivesh Karna chahte hai to unke liye upar diye hue nivesh ke tarike achche hai.
In sab nivesh ke options me nivesh karke 4% se 9% tak returns Kama sakte hai.


Ye ek sanchhipt blog tha debt market me nivesh ke vishay me. Kuch samay baad mai sabhi nivesh ke tariko KO achchi tarah samajhaunga.


Ab agla bhag yani ki Capital market KO agle blog me bataunga.
Isi tarah nivesh ke vishay me adhik janakari ke liye visit karte rahe-
www.niveshteach.blogspot.com

realated blog:
nivesh kya hai
nivesh kyo kare

रविवार, 1 मार्च 2015

investment (nivesh) kyo kare? in hindi

1. निवेश  क्यों करे ?                                                                                                                             पहले ब्लॉग में हमने जाना कि निवेश  क्या  होता है।
अब मन में सवाल आता है कि  निवेश क्यो करे ?

        कोई  भी व्यक्ति  पूरी ज़िन्दगी काम करके गुज़ारा नहीकरना चाहता है इसलिए वह अपने भविष्य के लिए पैसे जमा करता है।
लेकिन यह काफी नहीं है क्योकि महँगाई  दर के कारण   जमा
की गई राशि की वैल्यू कम होने लगती है।
इसलिए  कमाई के पैसो को अपने पास रखने की बजाय निवेश
करना चाहिए।

* निम्नलिखित कारणों के लिए भी निवेशकरना चाहिए :
1. Retirement( भविष्य ) के लिए
2. इमरजेंसी के लिए जैसे - अस्पताल का खर्चा , दुर्घटना।
3. घर खरीदने के लिए.
4. कार अथवा गाड़ी खरीदने के लिए
5. व्यवसाय करने के लिए
6. बच्चों की उच्च शिक्षा के लिए
7. बच्चो की शादी के लिए
8.भविष्य में अपनी किसी भी इच्छाको पूरी करने के लिए।

इस प्रकार निवेश करके भविष्य मे कोई भी लक्ष्य हासिल किया
जा सकता है। तो जल्द निवेश की शुरुआत करे।

Investment (निवेश ) से संबंधित अधिक जानकारी नियमित रूप से इस ब्लॉग पर विजिट करते रहे।
www.niveshteach.blogspot.com

महत्वपूर्ण लिंक :
nivesh kya hai in hindi

शनिवार, 28 फ़रवरी 2015

Nivesh kya hai? In hindi

Nivesh kya hai ? Yah sawal bahut logo me man me aata hai. Aaj mai nivesh kya hai yah achche we bataunga.
Nivesh- nivesh ek aisi prakriya hai jisme
Dhan kamane ke uddeshy ya punji rakam me vriddhi ke liye Jo paise lagaye jate hai usey nivesh kahte hai.
Aaj ye mera pahla blog hai.
Nivesh se related hai aur aage mai nivesh se sambandit aur blog bhi likhunga- jaise nivesh kaha kare
Share bazar,bank deposit, mutual funds, insurance etc.
 
Nivesh se related jankari ke liye niymit rup se ye visit kare-
www.niveshteach.blogspot.com


@महत्वपूर्ण लिंक :
nivesh kyo kare in hindi